Out on the road walking down the lane
just a formal date unexpected yet great
gliding on my body kissing me head to toe
in my shirt and on my chest
Friday, November 20, 2009
Suhane pal
Dil de kar main baiti tujhe pehli baar dekhi
kadham jo tere paas jab mere chupke se dekthi hoon
teri nazron ki baasha sar jhuk ke sun thi hoon
mere chehre ki muskaan ye koi na dekhle
ye koi na sunle mere dil ki aadat hai
kudse baath karthi hoon kaash tu yeh sunlein
patha hi na chala kab tu mera hogaya
ek din tu paas aaya dil tho rukh hi gaya
baath jo tune kaha dhadkan mein bhas gaya
teri meri prem kahani
saalon saal bani rahe
janmo janm tu mera rahe
jaaneman
tu mera main teri
kadham jo tere paas jab mere chupke se dekthi hoon
teri nazron ki baasha sar jhuk ke sun thi hoon
mere chehre ki muskaan ye koi na dekhle
ye koi na sunle mere dil ki aadat hai
kudse baath karthi hoon kaash tu yeh sunlein
patha hi na chala kab tu mera hogaya
ek din tu paas aaya dil tho rukh hi gaya
baath jo tune kaha dhadkan mein bhas gaya
teri meri prem kahani
saalon saal bani rahe
janmo janm tu mera rahe
jaaneman
tu mera main teri
Monday, November 16, 2009
subah ki khoobsurati
Neela yeh aasman
dharthi pawan yahaan
sooraj nikla hai jo
kiranein bhi hai jawaan
nadhiyaan jo behethi hai
jawaani se jalakthi hai
panchi jo gaathi hai
khamoshi sajaathi hai
shabnam bhi hai yahaan
poolon ke paas hai
jannat hai tho kahaan?
nazrein yahaan wahaan
par dhadkan ye jaantha
isse behethar na koi jahaan
dharthi pawan yahaan
sooraj nikla hai jo
kiranein bhi hai jawaan
nadhiyaan jo behethi hai
jawaani se jalakthi hai
panchi jo gaathi hai
khamoshi sajaathi hai
shabnam bhi hai yahaan
poolon ke paas hai
jannat hai tho kahaan?
nazrein yahaan wahaan
par dhadkan ye jaantha
isse behethar na koi jahaan
Thursday, November 12, 2009
Pukar
Kaato na kaato mujhe tum na kaato
Na chahoon ke main jaake tum ko sathaoon
Main tho jee raha hoon tumhare liye hi
Mujhe moth se koi darr bhi nahi hai
Agar mujhko darr hai tho isi baath ka darr hai
Ke mere saath juda hai yeh jeevan tumhaara
Sirf tumhe hi bachaane nahi hai mujko
Soch tu sabiko musibat mein
Dhakel kyun raha hai ?
rahoge hamesha tu aisa tho
sunle ke chale jaao tum
aur sabhi ko jeene dhey
Na chahoon ke main jaake tum ko sathaoon
Main tho jee raha hoon tumhare liye hi
Mujhe moth se koi darr bhi nahi hai
Agar mujhko darr hai tho isi baath ka darr hai
Ke mere saath juda hai yeh jeevan tumhaara
Sirf tumhe hi bachaane nahi hai mujko
Soch tu sabiko musibat mein
Dhakel kyun raha hai ?
rahoge hamesha tu aisa tho
sunle ke chale jaao tum
aur sabhi ko jeene dhey
Friday, November 6, 2009
Tum Mile
pyaar kya hai
abhi par
na jaantha tha
yeh pehle ke na
tumse mila tha
haseen teri baathein
sathaayein
mujhe par
yeh ehsaas mein pehle
na paaya
kabhi bhi
din ho ya raat
sochoon
tumhe hi
soke kya paaya
itne din jo gavaaya
bin tere jeekar
mere RANI batha thu !
Thursday, November 5, 2009
Dil ka elaan
hai meri rani
mausam tho badla
na badli bechaini
dil mera khab se
tujhe chah raha hai
pehchaan mujhe tu
yeh lafzon ka jung hai
kabhie paas kabhie dhoor
yeh madhoshi kyun hai
gale lag mujhe tu
sukoon ki umeed hai
Dil mera chuke
kahaan kho gayi tum
doonde ye aankein
dhadkan suno tum
aa mere dil mein
sadha khush raho tum
waada yeh mera
na toote kabhi bhi
zinda rahoonga
tujhe dekhe bin bhi
magar yeh samajlo
ke jism tho rahegi
par rooh hai meri tu
abhi bhi kabhi bhi !
Subscribe to:
Posts (Atom)