Singing in the rain
with my heart full of pain
writing this down
to let you know how people frown
gazing at me
like an alien on ground
Naked the word though I was
never bothered in your presence
Covered the word yes I am
feeling incomplete in your absense
Is this my fate or
plenty more to hate
me,the arrogant lover
looking at the sun
hoping you'd hover
Foolish the word people provide
leaving it to you girl you decide
right I thought cause you reside
in my thoughts leaving plenty aside
waiting for your arrival
the
reason for my survival
Dementia you are
Demented I am
dear change it to
Panacea you are
Panache I am.
Tuesday, January 12, 2010
Sunday, January 3, 2010
main gudiya nahin hoon
Chand taare se sajaayenge
Kaale ghataaon se
zulphon ko leherayenge
Reshmi ki narmi
se mann ko behlayenge
Khoobsurati se
sundartha ko poojthe hain
Suraj ke kirano se
mujhe chupaathe hain
Asmaan se uthri
sabhi yeh kehthe hain
Koi kasar choda nahi inhone
par yeh kyun bhoolgaye
Ke ek dil bhi hai mere seene mein
jo baahar ki hi nahin
andhar ki sundhartha
dikhaane keliye har pal thadapthi hai
Pooja nahi izzath maangthi hai
ye dil mera dil
Sheeshe ki andhar rakhne waali
gudiya ki nahi
ek insaan ki
Kaash mere dil ki awaaz
koi sunein
Kaale ghataaon se
zulphon ko leherayenge
Reshmi ki narmi
se mann ko behlayenge
Khoobsurati se
sundartha ko poojthe hain
Suraj ke kirano se
mujhe chupaathe hain
Asmaan se uthri
sabhi yeh kehthe hain
Koi kasar choda nahi inhone
par yeh kyun bhoolgaye
Ke ek dil bhi hai mere seene mein
jo baahar ki hi nahin
andhar ki sundhartha
dikhaane keliye har pal thadapthi hai
Pooja nahi izzath maangthi hai
ye dil mera dil
Sheeshe ki andhar rakhne waali
gudiya ki nahi
ek insaan ki
Kaash mere dil ki awaaz
koi sunein
Subscribe to:
Posts (Atom)